Kaleje Mein Lyrics
"Kaleje Mein" lyrics from Kya Dilli Kya Lahore sung by ustad hamid ali khan and music directed by sandesh shandilya and composed by sandesh shandilya and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)
Kaleje Mein Lyrics
Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Tujhe tanhaayi khaa jaati
Tu pagal ho gaya hota
Tujhe tanhaayi kha jaati
Tu pagal ho gaya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Aai aai re aai aai re
Aai aai re akela
Reh gaya hota
Akela kya karega
Koi sarhad ka
Bina dushman na
Matlab ka na maqsad ka
Akela kya karega
Koi sarhad ka
Bina dushman na
Matlab ka na maqsad ka
Lakeerein kheench kar
Tanha kabaddi khelta hota
Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota
Kaleje mein jo lag
Jaati to kya hota
Bina dushman akela
Reh gaya hota.
More songs lyrics from Kya Dilli Kya Lahore.