Kaisa Lagta Hai Lyrics

"Kaisa Lagta Hai" lyrics from Baaghi: A Rebel For Love sung by amit kumar, anuradha paudwal and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Kaisa Lagta Hai Lyrics


Kaisa lagta hai, achchha lagta hai
Pyar kaa sapna sachcha lagta hai
Kaisa lagta hai, achchha lagta hai
Pyar kaa sapna sachcha lagta hai
Too jo karib hai mera nasib hai
Dil mein basi hai tu meri khushi hai too
Tere bina ik pal mujhe naa rehna

Kaisa lagta hai, achchha lagta hai
Pyar kaa sapna sachcha lagta hai
Too jo karib hai mera naseeb hai
Meri khushi hai tu dil mein basi hai too
Tere bina ik pal mujhe naa rehna
Kaisa lagta hai, achchha lagta hai
Pyar kaa sapna sachcha lagta hai

Har taraf khushiyo kaa mausam hai yaha,
Hamne pehli bar dekha yeh jaha
Har taraf khushiyo kaa mausam hai yaha,
Hamne pehli bar dekha yeh jaha
Ghum ki duniya se ham chale aaye,
Door hain hamse dard ke saye
Aa duwa mang le kuchh bhi ho
Abb dukh pade naa sehna
Kaisa lagta hai, achchha lagta hai
Pyar kaa sapna sachcha lagta hai

Pyar ke wade kabhi naa todna,
Tum kabhi tanha naa hamko chhodna
Pyar ke wade kabhi naa todna,
Tum kabhi tanha naa hamko chhodna
Aansuo ko ham pi naa payenge,
Ham juda hoke ji naa payenge
Aa kasam kha ke ham maanenge
Hamesha ik duje kaa kehna
Kaisa lagta hai, achchha lagta hai
Pyar kaa sapna sachcha lagta hai
Too jo karib hai mera nasib hai
Dil mein basi hai tu meri khushi hai too
Tere bina ik pal mujhe naa rehna
Kaisa lagta hai, achchha lagta hai
Pyar kaa sapna sachcha lagta hai.

More songs lyrics from Baaghi: A Rebel For Love.