Kahin Pata Na Mila Lyrics

"Kahin Pata Na Mila" lyrics from Tasavvur sung by talat aziz and music directed by talat aziz and composed by talat aziz

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kahin Pata Na Mila Lyrics


Kahin pata na mila aur kahin nasha na mila
Kahin pata na mila aur kahin nasha na mila
Jo hamne khab mein
Dekha tha woh jahan na mila
Kahin pata na mila aur kahin nasha na mila
Kahin pata na mila aur kahin nasha na mila

Jo jalti dhoop ke hamrah ogalata ho
Jo jalti dhoop ke hamrah ogalata ho
Mere naseeb ki dharti ko aasma na mila
Mere naseeb ki dharti ko aasma na mila
Jo hamne khab mein
Dekha tha woh jahan na mila
Kahin pata na mila…

Ajeeb aag hain aalm yeh aatish e ehsaas
Ajeeb aag hain aalm yeh aatish e ehsaas
Ke dil to jalta hain lekin kahin dhuaa na mila
Ke dil to jalta hain lekin kahin dhuaa na mila
Jo hamne khab mein
Dekha tha woh jahan na mila
Kahin pata na mila aur kahin nasha na mila
Kahin pata na mila aur kahin nasha na mila
Kahin pata na mila kahin pata na mila
Kahin pata na mila.

More songs lyrics from Tasavvur.