Kabhi Socha Na Tha Maine Lyrics

"Kabhi Socha Na Tha Maine" lyrics from Pyaar Kiya Nahin Jaata.. sung by sonali vajpayee, sonu nigam and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by anand raj anand

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kabhi Socha Na Tha Maine Lyrics


Kabhi socha naa tha
Maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha naa tha
Maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil diwana diwane
Kaa kya aitbar
Kya aitbar kya aitbar
Kabhi socha naa tha
Maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha naa tha
Maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil diwana diwane
Kaa kya aitbar
Kya aitbar kya aitbar

Aaj mujhko laga baat
Kuchh hai jurur
Pas kitne ho tum jab
Huye mujhse door
Bekarari hai kyonyeh
Khumari hai kyon
Kyon pareshan hai
Kyon yeh armaan hai

Tum kya gaye ho janam
Sang le gaye bahar
Tum kya gaye ho janam
Sang le gaye bahar
Dil dieana diwane
Kaa kya aitbar
Kya aitbar kya aitbar

Sach kahu pyaar kya hai
Mai nahi janta tha
Pyaar ki batein sach hai
Mai nahi manta tha
Kya mujhe ho raha hai
Kya meraa kho raha hai
Mujhko ehsaas hai
Kya meri pyas hai

Too nahi pas mere
Hai tera intejar
Too nahi pas mere
Hai tera intejar
Dil diwaana diwane
Kaa kya aitbar
Kya aitbar kya aitbar
Kabhi socha naa tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha naa tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Dil diwaana diwane
Kaa kya aitbar
Kya aitbar kya aitbar
Kabhi socha naa tha maine.

More songs lyrics from Pyaar Kiya Nahin Jaata...