Kabhi Na Sukoon Aaya Lyrics

"Kabhi Na Sukoon Aaya" lyrics from Koi Aap Sa: But Lovers Have To Be Friends sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kabhi Na Sukoon Aaya Lyrics


Jaane hai kitana bechain mann
Jaane hai kaisa
Deewanapan deewanapan
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jab se hai tum pe
Mujhko pyar aaya

Jaane hai kitana bechain mann
Jaane hai kaisa
Deewanapan deewanapan
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jab se hai tum pe
Mujhko pyar aaya
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jab se hai tum pe mujhko
Pyar aaya pyar aaya

Too tassvur mein
Mere toh hi baato mein
Too afsane mein
Mere too hi yaado mein
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jabse hai tumpe
Mujhko pyar aaya
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jabse hai tumpe
Mujhko pyar aaya

Bekarari bhari kab kese
Ya dil na samaj na paye
Badla badla lage yai
Alam anjana nasha chaye
Tehri jami tehara hai pal
Mann mein machi kyun halchal
Sub kuchh alag sa lagne
Laga yeh dard kesa
Jagne laga jagne laga
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jab se hai tumpe
Mujhko pyar aaya

Dil lagi dil lagi mein kaise
Main khud ko bhula baithi
Mene toh kuchh na socha
Samja sapne bhi saja baithi

Abb ko bas chalta nahi
Ik lamha dhalta nahi
Chubhane lagi kyu yeh
Duriya koyi na Jaane
Majburiya majburiya
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jab se tumpe mujhko
Pyar aaya
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karar aaya
Jab se tumpe mujhko
Pyar aaya
Pyar aaya pyar aaya
Pyar aaya pyar aaya.

More songs lyrics from Koi Aap Sa: But Lovers Have To Be Friends.