Kaanto Bhare Jahan Me Lyrics

"Kaanto Bhare Jahan Me" lyrics from Purnima sung by mohammed rafi and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by bharat vyas

Singer(s):
Lyricist(s):

Kaanto Bhare Jahan Me Lyrics


Bacho par balidan hai karti
Ma apni zindgani
Aaj ye bache maa ki khatir
Dene chale kurbani

Azab khel kismat ka dekho
Azab khel kismat ka dekho
Kato bhare jahan me
Bichad ke dal se do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho

Ye masum ye nanhe munne inki kon khata hai
Ghar se nikal kar kaha rukenge
Inko nahi pata hai
Inko nahi pata hai
Mamta ruthi mamta ruthi
Mamta ruthi mamta ruthi chubh gaye kate
Phulo ki muskan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho

Mai hu apna ye hai paraya
Nahi samjh ye paye
Inka nirmal pyar hai jisko dekh bade sarmaye
Dekh bade sarmaye
Jaise bahta jaise bahta ek khun ho
In dono ki jaan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho
Kato bhare jahan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me
Udti hai tufan me
Azab khel kismat ka dekho.

More songs lyrics from Purnima.