Joban Anmol Lyrics
"Joban Anmol" lyrics from Tawaif sung by asha bhosle and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by hasan kamal
Joban Anmol Lyrics
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Bajariya mein aa ke
Gagariya ko aa ke
Peeta bin mol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Bali umariya kori chunariya
Julmi nathaniya haye
Bali umariya kori chunariya
Julmi nathaniya haye
Roop nagar mein lut machai hai
Sab kuch bikle bikaye
Laga le tu bhi mol balma
Laga le tu bhi mol balma
Laga le tu bhi mol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Bajariya mein aa ke
Gagariya ko aa ke
Peeta bin mol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Kajara lagai ke
Mahandi rachike ke
Baiti sej sajaye
Banke suhagan roj
Main phir bhi suhagan nahin haye
Tu bhi to kuch bol balma
Tu bhi to kuch bol balma
Tu bhi to kuch bol balma
Bajariya mein aa ke
Gagariya ko aa ke
Peeta bin mol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma
Joban anmol balma.
More songs lyrics from Tawaif.