Jo Pyaar Karta Hai Lyrics

"Jo Pyaar Karta Hai" lyrics from Yeh Raaste Hain Pyaar Ke sung by anuradha paudwal, kavita krishnamurthy, manohar shetty and music directed by darshan rathod, sanjeev rathod and composed by darshan rathod, sanjeev rathod and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Jo Pyaar Karta Hai Lyrics


Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai

Pyaar mein jeena pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jayegi warna
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai

Yaadein umangein armaan sapne
Sab ke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai yeh maana sab ne
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai

Dil deta hai jaan leta hai
Amrit mein vish bhar deta hai
Jeena mushkil kar deta hai
Pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai.

More songs lyrics from Yeh Raaste Hain Pyaar Ke.