Jeena Hain To Jeena Hain Lyrics

"Jeena Hain To Jeena Hain" lyrics from Jawaab sung by anuradha paudwal, manhar udhas and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Jeena Hain To Jeena Hain Lyrics


Jeena hain to jeena hain
Marna hain to marna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
Apne naam pe jeena hain
Apne naam pe marna hain
Jeena hain to jeena hain
Marna hain to marna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai
Apne naam pe jeena hain
Apne naam pe marna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai

Aaj talak hum darte rahe
Chup kar aahe bharte rahe
Aaj talak hum darte rahe
Chup kar aahe bharte rahe
Marte hain ek roz sabhi
Roz magar hum marte rahe
Marte rahe
Maut se hamko darna nahi
Maut ke dar se darna hain
Aye dil hamne soch liya
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hai

Bigdi yun takdire thi
Paon mein zanjeere thi
Bigdi yun takdire thi
Paon mein zanjeere thi
Aankho mein is jeevan ki
Berangi tasvire thi
Tasveere thi
Berangi tasveero mein
Rang ab hamne bharna hain
Aye dil hamne soch liya
Ab hamko kya karna hain
Ab hamko kya karna hain
Ab hamko kya karna hain.

More songs lyrics from Jawaab.