Jashn Hai Josh Hai Lyrics

"Jashn Hai Josh Hai" lyrics from Kal Kissne Dekha sung by alisha chinai, neeraj shridhar and music directed by sajid ali, wajid ali and composed by sajid ali, wajid ali and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jashn Hai Josh Hai Lyrics


Jashn hai josh hai abb kise hosh hai
Chaar din jawani hai jawani ko saja le
Jashn hai josh hai abb kise hosh hai
Chaar din jawani hai jawani ko saja le
Flor hai dance hai kya hasin chance hai
Aaja meri jaan iss pal ka tu maja le
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja kal kisne dekha
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja kal kisne dekha

Yahi toh din hai jine ke
Jaam masti ke pine ke
Bhul ja saari duniya ko
Abhi kuchh soch na
Soch na soch na soch na meri jaan
Waqt bhi hai mauka bhi hai
Mohabbat ka jhinka bhi hai
Deewaane mastaane dil ko abhi toh rok na
Rok na rok na rok na meri jaan
Flor hai dance hai kya hasin chance hai
Aaja meri jaan iss pal ka tu maja le
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Na ja na ja na ja kal kisne dekha
Aaja aaja na ja na ja
Aaja aaja kal kisne dekha

Ishq mera jazbaati hai
Nigaahon mein ik saathi hai
Jara behake se armaan hai
Gazab ki raat hai
Raat hai raat hai raat hai meri jaan
Saji hai khaabon ki mehfil
Badi mushkil mein mera dil
Bata paau na jo mere labon pe baat hai
Baat hai baat hai baat hai meri jaan
Flor hai dance hai kya hasin chance hai
Aaja meri jaan iss pal ka tu maja le
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja kal kisne dekha
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja kal kisne dekha.

More songs lyrics from Kal Kissne Dekha.