Jana Jana Jaldi Kya Hai Lyrics

"Jana Jana Jaldi Kya Hai" lyrics from Deedar-E-Yaar sung by asha bhosle and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by kaifi azmi

Singer(s):
Lyricist(s):

Jana Jana Jaldi Kya Hai Lyrics


Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Jana jana jaldi kya hai
Raat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh me mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai

Dore kitne gulabi hai
In kali kali aankho ke
Dore kitne gulabi hai
In kali kali aankho ke
Hum janam ke pyase aashik hai
Do matwali aankho ke
Pike inhi paymano se
Madhosh hame ho jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Rat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh me mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai

Jis dil mein aap samaye hai
Us dil mein hame rushwai kaha
Jis dil mein aap samaye hai
Us dil mein hame rushwai kaha
Kya jane uda le jaye hame
Aapki ek angdayi kaha
Hum aapki baaho mein
Baaho mein hame bal khane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai

In mast nigaho ki masti
Dil par chai jati hai
In mast nigaho ki masti
Dil par chhai jati hai
Arma jage hai aise
Nind si aayi jati hai
Is pathar jaise sine par
Sar rakh kar mujhe so jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Jana jana jaldi kya hai
Raat mahak to jane do
Thahro thahro dil to thahre
Hosh mein mujhko aane do
Jana jana jaldi kya hai.

More songs lyrics from Deedar-E-Yaar.