Jadoo Kiya Na Jane Lyrics

"Jadoo Kiya Na Jane" lyrics from Dil Deewana sung by deepa narayan, udit narayan and music directed by ustad ghulam ali and composed by ustad ghulam ali and lyrics written by zaheer anwar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jadoo Kiya Na Jane Lyrics


Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Main tera ho gaya
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Jo waada hain kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya

Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Ye dil jo de diya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya

Yaad teri aayegi mujhko satayegi
Meri iin aankho ko teri talaash hogi
Yaad teri aayegi mujhko satayegi
Meri iin aankho ko teri talaash hogi
Parde saja ke tum
Ho na khin na ghum saajana
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Ye dil jo de diya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya

Dekhun na main to koi bhi aaye
Rahete hain dil pe teri hi saaye
Dekhun na main to koi bhi aahein
Rahete hain dil pe teri hi saaye
Aankhon se tera chehara na jaaye
Tanha rahoon to tu yaad aaye
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Ye dil jo de diya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya

Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Jo waada hain kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Main tera ho gaya
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya.

More songs lyrics from Dil Deewana.