Jaaneman Jaaneman (Title) Lyrics

"Jaaneman Jaaneman (Title)" lyrics from Jaaneman sung by kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Jaaneman Jaaneman (Title) Lyrics


Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Jaaneman kisika naam nahin
Phir bhi yeh naam hoton peh na ho
Aisi koi suboh nahin shyam nahin
Jaaneman jaaneman

Maine sirf khayalon mein
Khwabon ki sej sajai hai
Dil ki khali deewaron par
Ik tasvir banai hai
Maine sirf khayalon mein
Khwabon ki sej sajai hai
Dil ki khali deewaron par
Ik tasvir banai hai
Tasviron pe marta hoon
Waqt gujara karta hoon
Main mehboob ki galiyon ka
Koi aashiq badnam nahin
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman

Kal ki baat khuda jaane
Par aaj talak woh baat nahin
Dil par badal chhaye hai
Par aankhon main barsaat nahin
Kaisa main deewana hoon
Kaisa main mastana hoon
Pyas toh hai hoton par
Lekin hathon mein jaam nahin
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman

Jaaneman kisika naam nahin
Phir bhi yeh naam hoton peh na ho
Aisi koi suboh nahin shyam nahin
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman.

More songs lyrics from Jaaneman.