Jaane Kyu Dekhta Hai Lyrics

"Jaane Kyu Dekhta Hai" lyrics from Shabnam sung by anuradha paudwal and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by rani malik

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jaane Kyu Dekhta Hai Lyrics


Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Aaina kuch bhi nahi
Aankhon ka dhoka hai
Aata hai wo nazar
Dil mein jo hota hai
Aaina aur dil ka ek sa fasana hai
Anjaam in dono ka sirf tut jana hai
Jee chaahe tod du
Jee chaahe tod du beiman aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Berukhi si pehle dilbar
Zakhm deke jati hai
Kanto ki nok se phir
Marham lagate hai
Ek aisa aaina ho jis mein
Dil dikhaye hum
Unse kya hai mera rista
Unko bataye hum
Mujhpe agar ho jaaye
Mujhpe agar ho jaaye maherban aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina.

More songs lyrics from Shabnam.