Jaan Lene Ka Hai Kya Irada Lyrics

"Jaan Lene Ka Hai Kya Irada" lyrics from Teen Chor sung by kishore kumar, lata mangeshkar and music directed by master sonik, om prakash sharma and composed by master sonik, om prakash sharma and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):
Music Director(s):

Jaan Lene Ka Hai Kya Irada Lyrics


Meri mahbuba o jan
Lene ka hai kya irada
Ke aaj pura kiya kal ka wada
Meri mahbuba o jan
Lene ka hai kya irada
Ke aaj pura kiya kal ka wada

O jani mere o maja
Deta hai aisa hi wada
Ke jo na pura ho rah jaye adha
Meri mahbuba

Hum to kal se are khade hue hai
Rah me teri pade hue hai
Hum to kal se are khade hue hai
Rah me teri pade hue hai
Mai to kal se soyi hui thi
Khwab me tere khoyi hui thi
Ho kisi ki nind churana
Chain se khud so jana
Ho kyonki sathi mila sidha sadha
O jani mere o maja
Deta hai aisa hi wada
Ke jo na pura ho rah jaye adha
Meri mahbuba

Baho me ab are aa bhi jao
Tadap raha hu pyas bujhao
Baho me ab are aa bhi jao
Tadap raha hu pyas bujhao
Kya muskil hai pyas bujhani
Nadi pe jake pilo pani
Aaj ka din bhi kala
Pada jalim se pala
Ke pyas badne lagi or jyada
O jani mere o maja
Deta hai aisa hi wada
Ke jo na pura ho rah jaye adha
Meri mahbuba o
Jan lene ka hai kya irada
Ke aaj pura kiya kal ka wada
O jani mere meri mahbuba.

More songs lyrics from Teen Chor.