Iskadar Uska Aitbaar Lyrics
"Iskadar Uska Aitbaar" lyrics from Aitbaar sung by ustad ghulam ali and music directed by ustad ghulam ali and composed by ustad ghulam ali
Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):
Iskadar Uska Aitbaar Lyrics
Is kadar uska aitbaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Uske aane ki aas tut gayi
Uske aane ki aas tut gayi
Maine khud apna intezaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Vaasta mera patharo raha
Vaasta mera patharo raha
Rasta jo bhi ikhtiyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Kurb ki koi intehaa na rahi
Kurb ki koi intehaa na rahi
Apne zakhmo ka jab shumaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya.
More songs lyrics from Aitbaar.