Husn Waalon Ke Panje Me Aa Lyrics

"Husn Waalon Ke Panje Me Aa" lyrics from Yaar Mera sung by asha bhosle and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Singer(s):

Husn Waalon Ke Panje Me Aa Lyrics


Husn waalon ke panje me aa
Husn waalon ke panje me aa
Ke ho jaye tujhko pata
Kya kya hota hai, kya kya hota hai
Kya kya hota hai raat ke andhere me
Husn waalon ke panje me aa
Ke ho jaye tujhko pata
Kya kya hota hai, kya kya hota hai
Kya kya hota hai raat ke andhere me
Husn waalon ke panje me aa

Kya jane kyu tu ghabra gaya hai
Dil hi to dil se takra gaya hai
Kya jane kyu tu ghabra gaya hai
Dil hi to dil se takra gaya hai
Aisa sitam kya hua, aisa sitam kya hua
Husn waalon ke panje me aa
Ke ho jaye tujhko pata
Kya kya hota hai, kya kya hota hai
Kya kya hota hai raat ke andhere me
Husn waalon ke panje me aa

Raato ki jagmag jitni suhani
Utni gajab ki meri jawani
Raato ki jagmag jitni suhani
Utni gajab ki meri jawani
Yaro se dil to laga, yaro se dil to laga
Husn waalon ke panje me aa
Ke ho jaye tujhko pata
Kya kya hota hai, kya kya hota hai
Kya kya hota hai raat ke andhere me
Husn waalon ke panje me aa

Ye gori gori chamkili bahe
Inko samjhle jannat ki rahe
Ye gori gori chamkili bahe
Inko samjhle jannat ki rahe
Baho me aaja jara, baho me aaja jara
Husn waalon ke panje me aa
Ke ho jaye tujhko pata
Kya kya hota hai, kya kya hota hai
Kya kya hota hai raat ke andhere me
Husn waalon ke panje me aa

Husn waalon ke panje me aa
Ke ho jaye tujhko pata
Kya kya hota hai, kya kya hota hai
Kya kya hota hai raat ke andhere me
Kya kya hota hai rata ke andhere me
Kya kya hota hai raat ke andhere me.

More songs lyrics from Yaar Mera.