Humse Badhkar Kaun Hoga Aapka Lyrics

"Humse Badhkar Kaun Hoga Aapka" lyrics from Aag Aur Daag sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by datta naik and composed by datta naik and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Humse Badhkar Kaun Hoga Aapka Lyrics


Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana
Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana

Chahe jitne bhi kathin ho zindagi ke raste
Zindagi sari hai dilbar aap hi ke vaste
Chahe jitne bhi kathin ho zindagi ke raste
Zindagi sari hai dilbar aap hi ke vaste
Do kadam chalke kahi ruk jaye na deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana
Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana

Aaj to wade bhi hai kasame bhi aur pyar bhi
Pyar ki baaji mein lekin jeet bhi hai pyar bhi
Aaj to wade bhi hai kasame bhi aur pyar bhi
Pyar ki baaji mein lekin jeet bhi hai pyar bhi
Pyar se dar jaaye mein wo nahi parawana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana
Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana

Kya pata taqdeer ko kuchh aur hi manjur ho
Chal pade hai ab to manzil chahe jitni dur ho
Kya pata taqdeer ko kuchh aur hi manjur ho
Chal pade hai ab to manzil chahe jitni dur ho
Rah nahi sakta adhura pyar ka afsana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana
Humse badhkar kaun hoga aapka deewana
Kitne din hai mohabbat ye jara farmana.

More songs lyrics from Aag Aur Daag.