Hiranyagarbas Samavartat Lyrics

"Hiranyagarbas Samavartat" lyrics from Bharat Ek Khoj and music directed by vanraj bhatia and composed by vanraj bhatia

Music Director(s):
Composer(s):

Hiranyagarbas Samavartat Lyrics


Hiranyagarbas samavartat aagre
Bhutasya jaatah patir eka aasit
Sa dadhara prithivi dyaam utemaam
Kasmai devaaya havishaa vidhyamaan

Vah thaa hiranyagarbh
Srishti se pahale vidyamaan
Vahi to saare bhut jaat
Ka swaami mahaan
Jo hai astitvamaan dharati
Aasamaan dhaaran kar
Aise kis devataa ki upasna
Kare ham havi dekar

Jis ke bal par tejomay hai ambar
Prithvi hari bhari sthaapit sthir
Swarg aur suraj bhi sthir
Aise kis devataa ki upasna
Kare ham havi dekar

Garbh me apane agni
Dhaaran kar paidaa kar
Vyaapaa thaa jal
Idhar udhar niche upar
Jaga chuke woh kai
Ekamev praan banakar
Aise kis devataa ki upasna
Kare ham havi dekar

Om srishti nirmaataa swarg
Rachayitaa purvaj raksha kar
Satyadharma paalak atul jal
Niyaamak raksha kar
Phaili hain dishaaye baahu
Jaisi usaki sab mein sab par
Aise hi devataa ki upasna
Kare ham havi dekar
Aise hi devataa ki upasna
Kare ham havi dekar.

More songs lyrics from Bharat Ek Khoj.