Haye Kya Poochhte Ho Lyrics

"Haye Kya Poochhte Ho" lyrics from Shoorveer sung by anuradha paudwal and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Singer(s):

Haye Kya Poochhte Ho Lyrics


Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain
Ek jagah ho to bata doon
Ek jagah ho to bata doon
Ke idhar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain
Ek jagah ho to bata doon
Ek jagah ho to bata doon
Ke idhar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain

O haath aata nahi
Pakdo to phisal jaata hain
O haath aata nahi
Pakdo to phisal jaata hain
Kitana zaalim hain kaleje ko
Nasar jaata hain
Jaan le lega meri mujho
Jaan le lega meri mujho
Ye dar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain

Kabhi chgadhta hain idhar se
To utarata hain udhar
Kabhi chgadhta hain idhar se
To utarata hain udhar
Chalta phirta hi rakha karta hain
Naajhuk tann par
Kahin dikhata nahi mehsoos
Kahin dikhata nahi mehsoos
Magar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain

Tum to naadan ho
Kyaa jaane ye kyaa hota hain
Tum to naadan ho
Kyaa jaane ye kyaa hota hain
Haaye dard jawaani ka
Bura hota hain
Tum jahan haath lagate ho
Tum jahan haath lagate ho
Udhar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain
Ek jagah ho to bata doon
Ek jagah ho to bata doon
Ke idhar hota hain
Haye kya poochhte ho
Dard kidhar hota hain.

More songs lyrics from Shoorveer.