Halka Halka Sa Yeh Sama Lyrics

"Halka Halka Sa Yeh Sama" lyrics from Chocolate: Deep Dark Secrets sung by sonu nigam and music directed by pritam chakraborty and composed by pritam chakraborty and lyrics written by mayur puri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Halka Halka Sa Yeh Sama Lyrics


Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama
Aa jaana
Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama
Aa jaana
Aa jaana jaane ja aa
Jaana yeh sama
Jaaaye na jaaye na
Woh woh
Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama
Aa jaana
Aa jaana jaane ja aa
Jaana yeh sama
Jaaye na jaaye na
Woh woh woh
Halka halka sa yeh nasha

Kyon bhala sapno ke pitche dil
Mera apno ke pitche khota hain
Khwaahishein aawaara banke
Toot jaaye tara banke hota hain
Kyon bhala sapno ke pitche dil
Mera apno ke pitche khota hain
Khwaahishein aawaara banke
Toot jaaye tara banke hota hain
Hota hain kal magar
Beeta jo pal agar
Aaye na aaye naa
Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama
Aa jaana
Aa jaana jaane ja aa
Jaana yeh sama
Jaaaye na jaaye na
Woh woh
Halka halka sa yeh nasha

Jal uthe shola toh ismein
Jo chale hawa toh kisne roka hain
Ho raha hain dil bekaabu yeh
Nahi aankhon ka jaadu dhoka hain
Jal uthe shola toh ismein
Jo chale hawa toh kisne roka hain
Ho raha hain dil bekaabu yeh
Nahi aankhon ka jaadu dhoka hain
Raahein dhua dhuan
Manzil jaane kaha
Kho raha karwaa
Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama
Aa jaana
Halka halka sa yeh nasha
Behka behka sa yeh sama
Aa jaana
Aa jaana jaane ja aa
Jaana yeh sama
Jaaaye na jaaye na
Oh oh oh
Halka halka sa yeh nasha.

More songs lyrics from Chocolate: Deep Dark Secrets.