Haathi Ka Bal Hai Lyrics

"Haathi Ka Bal Hai" lyrics from Bal Ganesh sung by pavni pandey, raj pandit, sameer mohammad, sanchita bhattacharya and music directed by shamir tandon and composed by shamir tandon and lyrics written by shabbir ahmed

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Haathi Ka Bal Hai Lyrics


Hathi ka bal hai akal hai shakal hai
Usi se pahel hai sabhi kaam ki
Hathi ka bal hai akal hai shakal hai
Usi se pahel hai sabhi kaam ki
Gannu hamara lage sab ko pyara
Bachche dhum macha
Du main usi naam ki
Toh dil se pukare chalo aaj sare
Baja do nagade
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Hathi ka bal hai akal hai shakal hai
Usi se pahel hai sabhi kaam ki
Hathi ka bal hai akal hai shakal hai
Usi se pahel hai sabhi kaam ki
Gannu hamara lage sab ko pyara
Bachche dhum macha
Du main usi naam ki
Toh dil se pukare chalo aaj sare
Baja do nagade
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya

Kaam bigade kabhi kabhi hai banaye
Gannu kare jo uske mud me aa jaye
Kaam bigade kabhi kabhi hai banaye
Gannu kare jo uske mud me aa jaye
Par jo kare hai woh sahi sabne mana
Gannu hamara hai sabse
Sayana sabse sayana
Hathi kaa bal hai akal hai shakal hai
Usi se pehel hai sabhi kaam ki

Gannu ki sund bade kam ki hai
Laddu lapak leti aaram se hai
Gannu ki sund bade kam ki hai
Laddu lapak leti aaram se hai
Laddu ke jaise hi tond gol gol hai
Khaa pi ke mast hai gannu no
Control hai no control hai
Hathi ka bal hai akal hai shakal hai
Usi se pahel hai sabhi kam ki
Hathi ka bal hai akal hai shakal hai
Usi se pahel hai sabhi kam ki
Gannu hamara lage sab ko pyara
Bachche dhum macha
Du main usi naam ki
Toh dil se pukare chalo aaj sare
Baja do nagade
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya
Ganapati bappa moraya.

More songs lyrics from Bal Ganesh.