Ghar Se Masjid Lyrics

"Ghar Se Masjid" lyrics from Tamanna sung by sonu nigam and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by muqtida hasan nida fazli

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ghar Se Masjid Lyrics


Ghar se masjid hai
Bahut door chalo yu kar le
Ghar se masjid hai
Bahut door chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye
Ghar se masjid hai
Bahut door chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye

Hamsafar toh koyee
Waqt ke viraane mein
Hamsafar toh koyee
Wakqt ke viraane mein
Suni aankho mein
Suni aankho mein,
Koyi khwaab sajaaya
Ghar se masjid hai
Bahut door chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye

Roshani ki bhi hifaajat hai,
Ibaadat ki tarah
Roshani ki bhi hifaajat hai,
Ibaadat ki tarah
Bujhate suraj se
Bujhate suraj se,
Charaago ko jalaaya jaaye
Ghar se masjid hai
Bahut door chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye

Gam akela hai toh saanso
Ko sataata hai bahut
Gam akela hai toh saanso
Ko sataata hai bahut
Dard ko dard kaa
Dard ko dard kaa,
Hamdard banaaya jaaye
Ghar se masjid hai
Bahut door chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye
Ghar se masjid hai
Bahut door chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche
Ko hansaaya jaaye.

More songs lyrics from Tamanna.