Fatak Lyrics

"Fatak" lyrics from Kaminey: The Scoundrels sung by kailash kher, sukhwinder singh and music directed by vishal bhardwaj and composed by vishal bhardwaj and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Music Director(s):
Composer(s):

Fatak Lyrics


Yeh bhanwara bhanwara aaya re,
Ki bhanwara bhanwara aaya re
Yeh bhanwara bhanwara aaya re,
Bhanwara bhanwara aaya re
Fatak, fatak
Ki gungun karata aaya re fatak, fatak
Bhanwara bhanwara aaya re,
Gungun karta aaya re
Sun sun karata galiyo se
Abb tak koyi na bhaaya re
Fatak fatak

Are sauda kare saheli ka,
Sar pe tel chameli ka
Are sauda kare saheli ka,
Sar pe tel chameli ka

Kaan me itr gayaava re fatak fatak
Ki bhanwara bhanwara aaya re,
Ki gungun karta aaya re
Ki bhanwara bhanwara aaya re,
Ki gungun karta aaya re
Sun sun karata galiyo se
Abb tak koyi na bhaaya re
Fatak fatak
Ginati na karna isaki yaaro mein,
Aawaara ghumein galiyaaro mein
Ginati na karna isaki yaaro mein,
Aawaara ghumein galiyaaro mein
Yeh chipaku hamesha sataayega,
Yeh jaayega phir laut aayega
Khun ke mele katare hai,
Jaan ke saare khatare
Ke aaya ke aaya ke
Aaya raat ka jaaya re fatak fatak
Ki aaya fatak ki aaya fatak ki
Aaya raat ka jaaya re fatak

Jitana bhi juth bole thoda hai,
Kidon ki basti ka makoda hai
Jitana bhi juth bole thoda hai,
Kidon ki basti ka makoda hai
Yeh raaton ka bichchhu hai kaatega,
Yeh zehreela hai zeher chaatega
Darwaazon mein kunde do dafa karo
Yeh gunde yeh shaitaan ka saaya re
Fatak fatak
Ke bhanwara bhanwara aaya re,
Gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re,
Gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re,
Gungun karta aaya re
Yeh sun sun karat galiyo se
Abb tak koyi na bhaaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re,
Gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re,
Gungun karta aaya re
Yeh ishq nahi aasaan,
Aji yeh isaka khatara hai
O o o o patvaar pehan jaana,
Yeh aag ka dariya hai
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na.

More songs lyrics from Kaminey: The Scoundrels.