Duniya Ke Iss Chaman Ka Lyrics

"Duniya Ke Iss Chaman Ka" lyrics from Ashiyan-E- Ghazal sung by aparna mayekar, d.s. ruben and music directed by d.s. ruben and composed by d.s. ruben and lyrics written by aparna mayekar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Duniya Ke Iss Chaman Ka Lyrics


Duniya ke iss chaman ka
Tu aisa gulaab hai
Tera nahin jahaan
Mein koi jawaab hai
Duniya ke iss chaman
Ka tu aisa gulaab hai
Tera nahin jahaan
Mein koi jawaab hai
Duniya ke iss chaman ka

Tu ek kitaabe husn hai
Aalam mein bemisaal
Tu ek kitaabe husn hai
Aalam mein bemisaal
Tera har ek baabe
Sukhan la jawaab hai
Tera nahin jahaan
Mein koi jawaab hai
Duniya ke iss chaman ka

Dekhein na kyon tujhe
Koi hasrat se baar baar
Dekhein na kyon tujhe
Koi hasrat se baar baar
Aankhon mein tere saagaron
Raamo sharaab hai
Tera nahin jahaan
Mein koi jawaab hai
Duniya ke iss chaman ka

Mehfil mein shor hai ke
Qayamat na ho kahin
Mehfil mein shor hai ke
Qayamat na ho kahin
Chehre se aaj tune
Uthaya naqaab hai
Tera nahin jahaan
Mein koi jawaab hai
Duniya ke iss chaman ka

Guzra hai aaj husn ki
Mehfil se tu kahin
Guzra hai aaj husn ki
Mehfil se tu kahin
Aaya tera kalaam mein
Jo ye shabaab hai
Tera nahin jahaan
Mein koi jawaab hai
Duniya ke iss chaman
Ka tu aisa gulaab hai
Tera nahin jahaan
Mein koi jawaab hai
Duniya ke iss chaman ka.

More songs lyrics from Ashiyan-E- Ghazal.