Dil Sunta Hai Lyrics

"Dil Sunta Hai" lyrics from Tumse Milke… Wrong Number sung by anuradha paudwal and music directed by daboo malik and composed by daboo malik and lyrics written by praveen bhardwaj

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Sunta Hai Lyrics


Dil sunta hai dil kehta hai
Dil janta hai
Dil sunta hai dil kehta hai
Dil janta hai
Tum mere ho bas mere ho
Dil pehchanta hai
Dil sunta hai dil kehta hai
Dil janta hai

Bekhudi chhati hai
Hosh bhi khota hai
Pyar jab ho jaaye
Kya nahin hota hai
Bekhudi chhati hai
Hosh bhi khota hai
Pyar jab ho jaaye
Kya nahin hota hai
Seene mein ajab ho halchal
Sanso mein uthe toofan
Ek pal ko lage bas aisa
Ab jaaye jeeye jaaye
Yeh bechaini kyu hoti hai
Dil janta hai

Do mulakato mein
Kuch nahin hum jaane
Aur dono ke dil
Ho gaye deewane
Do mulakato mein
Kuch nahin hum jaane
Aur dono ke dil
Ho gaye deewane
Jo humne kabhi na socha
Iss dil ne kiya wo kaam
Na jaane kab likh daala
Har dhadkan pe tera naam
Yeh laakho mein tumko apna
Bas manta hai
Tum mere ho bas mere ho
Dil pehchanta hai
Dil sunta hai dil kehta hai
Dil janta hai.

More songs lyrics from Tumse Milke… Wrong Number.