Dil Gaya Tumne Liya Lyrics

"Dil Gaya Tumne Liya" lyrics from Shaayar sung by pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas and lyrics written by pankaj udhas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dil Gaya Tumne Liya Lyrics

Dil gaya tum ne liya ham kya karen, ham kya karen

Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen

Baksh dena pyar ki gustakhiyan
Baksh dena pyar ki gustakhiyan
Dil hi qabu main nahin, ham kya karen, ham kya karen
Dil hi qabu main nahin, ham kya karen, ham kya karen
Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen
Dil gaya tum ne liya

Ek saghar par hai apni zindagi
Ek saghar par hai apni zindagi
Rafta rafta is se bhi kam kya karen, kam kya karen
Rafta rafta is se bhi kam kya karen, kam kya karen
Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen
Dil gaya tum ne liya

Kahte hain ahal-e-sifarish mujhse add
Kahte hain ahal-e-sifarish mujhse add
Teri qismat hai buri ham kya karen, ham kya karen
Teri qismat hai buri ham kya karen, ham kya karen
Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen
Dil gaya tum ne liya ham kya karen, ham kya karen.

More songs lyrics from Shaayar.