Dil E Nadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics
"Dil E Nadan Tujhe Hua Kya Hai" lyrics from Kashmir Hamara Hai sung by suraiya jamaal sheikh (suraiya), talat mahmood and lyrics written by mirza ghalib
Dil E Nadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir is dard ki dawa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Ham hai mushtakh aur vo bejat
Ham hai mushtakh aur vo bejat
Ya ilahi ye majra kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Mai bhi muh me zaban rakhta hu
Mai bhi muh me zaban rakhta hu
Kash pucho ke mudda kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Hamko unse wafa ki hai ummid
Hamko unse wafa ki hai ummid
Jo nahi jante wafa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Jaan tum par nisar karta hu
Jaan tum par nisar karta hu
Mai nahi janta dava kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir tere dukh ki dawa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Jaan tum par nisar karta hu
Jaan tum par nisar karta hu
Mai nahi janta dava kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir tere dukh ki dawa kya hai.
More songs lyrics from Kashmir Hamara Hai.