Dekh Ke Teri Maya Lyrics

"Dekh Ke Teri Maya" lyrics from Ram Darshan sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by shankar rao vyas and composed by shankar rao vyas and lyrics written by ramesh gupta

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Dekh Ke Teri Maya Lyrics


Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya

Koi rav koi rank bikhari
Kahi dhoop kahi chaya
Koi rav koi rank bikhari
Kahi dhoop kahi chaya
Rang rangeeli kashti teri
Manava phire bulaya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya

Saty marg ko bhul gaya main
Dekh ke kanchan kaya
Saty marg ko bhul gaya main
Dekh ke kanchan kaya
Nain khul tab laga sochne
Kya khoya kya paya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya

Apne roop ki chavi dikhlado
Abhilasha hai darsh dikhado
Apne roop ki chavi dikhlado
Abhilasha hai darsh dikhado
Gyan ki jyot jala do man mein
Gyan ki jyot jala do man mein
Saran tumhari aaya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya.

More songs lyrics from Ram Darshan.