Deewanagi Ka Chhaya Chhaya Nasha Lyrics

"Deewanagi Ka Chhaya Chhaya Nasha" lyrics from 24 Carat sung by raghav sachar and music directed by raghav sachar and composed by raghav sachar and lyrics written by aditya dhar, raghav sachar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Deewanagi Ka Chhaya Chhaya Nasha Lyrics


Deewanagi ka chhaya chhaya nasha
Ek nazar toh deja meri jaaneja
Deewanagi ka chhaya chhaya nasha
Ek nazar toh deja meri jaaneja
Rutho hamse na iss tarah
Iss tarah iss tarah
Rutho hamse na iss tarah
Paagal hai haay yeh sama
Rutho hamse na iss tarah
Paagal hai haay yeh sama
Sun dhadkan kehati hai kya
Kehati hai kya kehati hai kya
Tu hi hain tu hi hain mera jahaan
Tu hi hain tu hi hain mera jahaan
Bas tu aaja meri baahon mein aa
Haay bas tu aaja baahon mein aa

Deewanagi ka chhaya chhaya nasha
Ek nazar kyun doon mere meherbaan
Deewanagi ka chhaya chhaya nasha
Ek nazar kyun doon mere meherbaan
Chhedo hamako na iss tarah
Iss tarah iss tarah
Chhedo hamako na iss tarah
Nahi bhulegi haay yeh khata
Chhedo hamako na iss tarah
Nahi bhulegi haay yeh khata
Khata hoti hai bejubaan
Bejubaan bejubaan
Tu nahi tu nahi mera jahaan
Tu nahi tu nahi mera jahaan
Deewanagi ka chhaya chhaya nasha
Hoy oy ek nazar kyun
Du mere meherbaan
Geeton mein sargam mein
Khawbon ke darpan mein
Geeton mein sargam mein
Khawbon ke darpan mein

Khoya hoon main iss tarah
Gaata hoon teri sada
Khoya hoon main iss tarah
Gaata hoon teri sada
Bas tu aaja meri baahon mein aa
Bas tu aaja baahon mein aa
Deewaanagi ka chhaya chhaya nasha
Haay ek nazar toh deja meri jaaneja

Dil ne tujhe apna kahaan
Aur kehane ko reh kya gaya
Honto pe teri sada
Khaamosh hai meri jubaan
Sun dhadkan kehati hai kya
Dhadkane hoti bewafa
Yeh dhadkan hai dil ki jubaan
Dil apna yeh tumako diya
Maan bhi ja o meherbaan
Na do hamako abhi saja

Maaf hain maaf hain teri khata
Yahin hain ishq ka silsila
Maaf hain maaf hain teri khata
Tu hi hain tu hi hain mera jahaan
Bas tu aaja meri baahon mein aa
Haay bas tu aaja baahon mein aa
Bas tu aaja meri baahon mein aa
Oy hoy bas tu aaja baahon mein aa
Deewanagi ka chhaya chhaya nasha
Deewanagi ka chhaya nasha
Deewanagi ka chhaya chhaya nasha
Deewanagi ka chhaya nasha.

More songs lyrics from 24 Carat.