Chandani Raat Hai Saiyan Lyrics

"Chandani Raat Hai Saiyan" lyrics from Dhamaal sung by amit kumar, asha bhosle and music directed by adnan sami and composed by adnan sami and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chandani Raat Hai Saiyan Lyrics


Hai yay ya….

Hai yay ya….
Chaandani raat hai saiyaan,
Thaam le thaam le baiyaan
Chaandani raat hai saiyaan,
Thaam le thaam le baiyaan
Dard gisi hai iss dil mein,
Lagi hai aag, ai ya ya, ai ya ya, ai ya ya
Chaandani raat hai saiyaan,
Thaam le thaam le baiyaan

Ai ya ya, ai ya ya, ai ya ya

Dard ki haad se guzar jaau main,
Aisa vaisa na kuchh kar jaau main
Dard ki haad se guzar jaau main,
Aisa vaisa na kuchh kar jaau main
Tere pehlu mein bikhar jaau main,
Pyaas ke maare na mar jaau main
Maan le kehna maan le kehna
Maan le kehna
Maan le kehna, padu main
Tere paiyaan, ai ya ya, ai ya ya

Hey aa gaya hai tera saiyaan,
Thaamlega teri baiyaan
Hey aa gaya hai tera saiyaan,
Thaamlega teri baiyaan
Iss kadar chaahate dega
Kahegi na tu ai ya ya
Aa gaya, aa gaya,
Aa gaya hai tera saiyaan,
Thaamlega teri baiyaan
Aa gaya hai tera saiyaan,
Thaamlega teri baiyaan

Hai bechaini mein karar tumen,
Aaja aaja aaja tujhe pyaar du main
Hai bechaini mein karar tumen,
Aaja aaja aaja tujhe pyaar du main
Tera rang roop nihaar du main,
Tere sang raat gujaar du main
Mere jaisa toh mere jaisa toh
Mere jaisa toh mere jaisa toh,
Aashiq koi nahi ya
Haan aa gaya hai tera saiyaan,
Thaamlega teri baiyaan
Haan aa gaya hai tera saiyaan,
Thaamlega teri baiyaan

Dard gisi hai iss dil mein,
Lagi hai aag, hai ya ya, hai ya ya
Chaandani raat hai saiyaan,
Thaam le thaam le baiyaan
Chaandani raat hai saiyaan,
Thaam le thaam le baiyaan
Chaandani raat hai saiyaan,
Thaam le thaam le baiyaan
Chaandani raat hai saiyaan,
Thaam le thaam le baiyaan.

More songs lyrics from Dhamaal.