Chand Gagan Me Ek Hai Lyrics
"Chand Gagan Me Ek Hai" lyrics from Aandhi Aur Toofan sung by mubarak begum and music directed by robin banerjee and composed by robin banerjee and lyrics written by farooq qaiser
Chand Gagan Me Ek Hai Lyrics
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Tum ho mere dil ke tukde
Tuhi hai mera sahara
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Aankhiyo me inki aa ja ri nindiya
De dungi tujhko sone ki bindiya
Aankhiyo me inki aa ja ri nindiya
De dungi tujhko sone ki bindiya
Ram lakhan se koi na pyara
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Pyar tumhi ho mamta tumhi ho
Mere to dil ki duniya tumhi ho
Pyar tumhi ho mamta tumhi ho
Mere to dil ki duniya tumhi ho
Chamke tumhara hardham sitara.
More songs lyrics from Aandhi Aur Toofan.