Chal Gaya Apna Chakkar Lyrics

"Chal Gaya Apna Chakkar" lyrics from Miya Biwi Aur Saali sung by sudesh bhonsle, sushma shrestha (poornima) and music directed by m. m. keeravani and composed by m. m. keeravani and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Chal Gaya Apna Chakkar Lyrics


Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar
Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar
He sundar ghar wali
Aur saath mein saali
Miya ki kismat achhi
Dabal ho gayi khush haali

Solah singar liye aaungi bahar liye
Akhiya mein pyar liye
Pyar mein khumar liye
Kukdu kukdu ku udta udta hu
Kukdu kukdu ku udta udta hu
Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar
Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar

Main dilli ka raja hu
Pyar se bhara main dil laaya hu
Tum chaaho to raat mein sara
Tumko hi de du
Main apne dil ki raani hu
Aur mein teri deewani hu
Jangal ki tu pagal chidiya
Kya gaane lagi
Saasu tum rutho na
Pahel to kar
Tujh mein tamkya main hu pamkya
Solah singar liye aaungi bahar liye
Akhiya mein pyar liye
Pyar mein khumar liye
Kukdu kukdu ku udta udta hu
Kukdu kukdu ku udta udta hu
Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar
Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar

Main bharat ki gudiya hu
Jadusari mein ek budhiya hu
Tu chaahe to bhasan karna
Tujhko sikhla du
Main nagpur ki mena hu
Mane mein seena hu
Dekho to muskil mujhko
Na dekho to muskil
Saasu ke muh par kya
Dhalenge hum taala
Ghar ka meda ma sunlo fariyaad
Solah singar liye aaungi bahar liye
Akhiya mein pyar liye
Pyar mein khumar liye
Kukdu kukdu ku udta udta hu
Kukdu kukdu ku udta udta hu
Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar
Chal gaya apna chakkar
Dilo ki ho gayi takkar.

More songs lyrics from Miya Biwi Aur Saali.