Bum Akar Bum Ke Lyrics

"Bum Akar Bum Ke" lyrics from Anari sung by udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Bum Akar Bum Ke Lyrics


Aaye mera sar hai
Tabla nahi zara halke halke ha

Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey
Tan ki thakan main door karu,
Mann mein nayi umang bharu
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey

Dooniya hai kya circus naya,
Kuchh bhi nahi jokar hai ham
Dooniya hai kya circus naya,
Kuchh bhi nahi jokar hai ham
Tum jo bolo woh karke dikhau,
Ungali pe sare jag ko nachau
Keh rahe hai zameen aasman
Aisa pariwar hoga kaha
Isa ghar pe mera
Sab kuchh nisar hai
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey

Malik ho tum, sevak hu main
Iss bat kaa mujhko hai gum
Malik ho tum, sevak hu main
Iss bat kaa mujhko hai gum
Dil behlata rahu aise gake,
Khidmat karta rahu sar jhukake
Maa ne di hai mujhe jindgi,
Gane se mujhko shoharat mili
Ganv mere geeto kaa sansar hai
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey
Tan ki thakan main dur karu,
Mann me nayi umang bharu
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey
Bum akad bum ke,
Main champi karoon jamke
Toh band akal sabki khul jayey.

More songs lyrics from Anari.