Bolree Jethani Lyrics

"Bolree Jethani" lyrics from Ghar Ka Sukh sung by alka yagnik, anuradha paudwal and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by ravi shankar sharma (ravi)

Music Director(s):

Bolree Jethani Lyrics


Bolree jethani kaahe
Ko gussa ho gayi
Bolree jethani kaahe
Ko gussa ho gayi
Gussa jyada ho to thoda
Peelo thanda paani
Bolree jethani kaahe
Ko gussa ho gayi
Bolree jethani

Dekhu ho hoo..
Gusse ki hain kintu
Acchi karti ho tum
Ek dam tanuja
Jaisi lagati ho tum
Gusse ki hain kintu
Acchi karti ho tum
Ek dam tanuja
Jaisi lagati ho tum
Mujhe pata hain
Fair ke mukhada
Kyun baithe hain tum
Hasi na aajaye kahi darti ho tum
Gusse mein bhi kitani
Achhi maharani lagti ho tum
Bolree jethani kaahe
Ko gussa ho gayi
Bolree jethani
Nahin maanti to katti
Main bhi tumse
Baat nahin karungi

Bolree devrani hayy
Tu kyun gussa ho gayi
Bolree devrani hayy
Tu kyun gussa ho gayi
Mujhe manane aayi thi
Khud ruthi meri raani
Bolree devrani hayy
Tu kyun gussa ho gayi
Bolree devrani achha
Tu aise nahin manegi

Ruthi re main tujhko
Kabhi bhi na manaungi
Khud bhi na hasungi
Aur tujhko na hasaungi
Ruthi re main tujhko
Kabhi bhi na manaungi
Khud bhi na hasungi
Aur tujhko na hasaungi
Aane de devarji ko
Tere kaan khichvaungi
Teri ye russa rusi
Unko hi bataungi
Na na aisa nahin karna
Devarji ka naam liya
Toh kaisi mar gayi naani
Are bolree devrani
Haa haa bol dena
Khichvadena mere kaan
Mein bhi tumse
Baat nahin karungi
Are main toh
Majak kar rahi thi
Bura maan gayi
Ruth gayi mujhase

Maine maana tere miya ki
Lagti hoon mein bhabhi
Lekin ghar ki badi hoon
Sab talo ki chabi
Hasde ik baar zara
Tu o meri devrani
Main banaras ki
Saadi dil vadungi
Main banaras ki
Saadi dil vadungi
Laal rang ka lenga choli
Us pey gota lagvadungi
Us pey gota lagvadungi
Aur phir tu raat ko devarji ke
Aage sarama ke gaayegi
Haay pallo latke gori ke
Pallo latke gori ke
Zaraisi zaraisi tedhi ho jayi
Luman ke pallo latke gori ke
Zaraisi zaraisi tedhi ho jayi
Luman ke pallo latke gori ke
Are kitana mana rahi
Ho manti hain nahin
Saadi chaba rahi hain
Bhookhi hain kya

Chal chaupati milakar
Kayenge paani puri
Kudak kudak ke chalti hain
Jaise gudiya japani
Are bolri devrani tu hi
Meri maa hain
Tu hi badi bahena
Tu hi meri maa hain
Tu hi badi bahena
Maanungi mein
Sada tera kehena
Isi tarah bas pyaar mein
Bite saari zindagaani
Isi tarah bas pyaar mein
Bite saari zindagaani
O meri jethani o meri devrani
Aare o meri jethani o meri devrani.

More songs lyrics from Ghar Ka Sukh.