Bole Sajni Mori Sajni Lyrics

"Bole Sajni Mori Sajni" lyrics from Doli Saja Ke Rakhna sung by kavita krishnamurthy, sonu nigam and music directed by a.r. rahman and composed by a.r. rahman and lyrics written by mehboob alam kotwal

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bole Sajni Mori Sajni Lyrics


Bole sajni mori sajni
Bole sajni mori sajni
Dhang jahan kaa kitna badla,
Rang mohobat kaa naa badla
Jalan wafa kaa hai bas waisa,
Sadiyo sey hi thabo jaisa
Pyar kaa divanapan hai wohi
Oh sajna kehde pyar ke bol jara tu bhi

Sajni rey sajni rey,
Ek tu hi jahan mein hai anmol
Aa jaa re meri baahon mein tu dol
Sajni rey sajni rey,
Ek tu hi jahan mein hai anmol
Aa jaa re meri baahon mein tu dol
Bole sajni mori sajni haye…

Jine kaa bahana hai yeh pyar sathi
Sapna suhana hai yeh pyar sathi,
Sang mere sathi chal

Dharti chali hai jaise aasman sang
Parbat hai kahi peh ghata sang
Kahi dhundh me ham ho jaye oh chal chal

Jamane ki aankho sey bach ke
Naino me ek dooje ke chup ke
Bitaye do pal ham chupke chupke

Bol sajna more sajna
Bol sajna more sajna
Dhang jahan kaa kitna badla,
Rang mohobat kaa naa badla
Jalan wafa kaa hai bas waisa,
Sadiyo sey hi thabon jaisa
Pyar kaa divanapan hai wohi
Oh sajna kehde pyar ke bol jara tu bhi

Sajni rey sajni rey,
Ek tu hi jahan mein hai anmol
Aa jaa re meri baahon mein tu dol
Haye…sadiyo purani yeh rid rahi hai
Rab ke dilio me kahi prit huyi hai
Dushman huyi yeh duniya

Dara nahi julmo sey ishk bhi par,
Talvaro peh rkah diya sar
Janjire bhi tute yeh duniya bhi hari

Wafa kaa ham bhi thame par cham
Jiyenge jab tak yara tum ham
Mil bant lenge khushi ho ya gham

Bole sajni mori sajni
Dhang jahan kaa kitna badla,
Rang mohobat kaa naa badla
Jalan wafa kaa hai bas waisa,
Sadiyo sey hi thabo jaisa
Pyar kaa divanapan hai wohi
Oh sajna kehde pyar ke bol jara tu bhi

Sajni rey sajni rey,
Ek tu hi jahan mein hai anmol
Aa jaa re meri baahon mein tu dol
Bole sajni mori sajni.

More songs lyrics from Doli Saja Ke Rakhna.