Bol Sakhi Lyrics

"Bol Sakhi" lyrics from Woh Phir Aayegi sung by amit kumar, anuradha paudwal and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Bol Sakhi Lyrics


Are tina are sima
Ek baat bata kya
Ladki jawani mein bablu fisalti hain
Kya hai tujhe yeh pata
Ha ha ha tujhe mein batati hoon
Wohi yeh deewani hain
Nahin koi iski khata

Bol sakhi bol sakhi
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain
Yeh na batayegi
Sakhi teri sayani hain
Yeh na batayegi
Sakhi teri sayani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain

Kisne churaya dil chori chori
Dil mein samaya hai kaun gori
Naam uska tu mujhko bata de
Zara uska tu mujhko pata de
Bol bol bol sakhi
Bol bol bol sakhi
Bol bol bol sakhi
Bol bol bol sakhi
Yeh na batayegi
Yeh dilo ki kahani hain
Yeh na batayegi
Yeh dilo ki kahani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain

Ab chhod de tu humko satana
Baate jiya ki humse chhupana
Raaz hum yeh chhupayenge
Kisi se na batayenge
Bol bol bol sakhi
Bol bol bol sakhi
Bol bol bol sakhi
Bol bol bol sakhi
Yeh na batayegi
Yeh mere sapno ki rani hain
Yeh na batayegi
Yeh mere sapno ki rani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain
Bol sakhi bol sakhi
Bol tu kis ki deewani hain.

More songs lyrics from Woh Phir Aayegi.