Bikhre Hain Sare Khwab Lyrics

"Bikhre Hain Sare Khwab" lyrics from Dil Ke Qareeb sung by penaz masani and music directed by penaz masani and composed by penaz masani

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bikhre Hain Sare Khwab Lyrics


Bikhre hain sare khwab
Khayalat ki tarah
Bikhre hain sare khwab
Khayalat ki tarah
Thehra hua hain
Waqt siyaraat ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Udata hain mujhko dekh ke
Deewaro ka rang
Udata hain mujhko dekh ke
Deewaro ka rang
Badala hua hain
Shehar bhi haalat ki tarah
Badala hua hain
Shehar bhi haalat ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Raaho mein jaane
Kitane zamano ka ajs hain
Raaho mein jaane
Kitane zamano ka ajs hain
Sadiya hain mere
Samane lamhaat ki tarah
Sadiya hain mere
Samane lamhaat ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Aandhi guzar chuki hain
Magar kis ko doon sada
Aandhi guzar chuki hain
Magar kis ko doon sada
Har sheh bikhar gayi hain
Mere saath ki tarah
Har sheh bikhar gayi hain
Mere saath ki tarah
Bikhre hain sare khwab

Rashiq kaha pe laayi hain
Phoolo ki aarzoo
Rashiq kaha pe laayi hain
Phoolo ki aarzoo
Patthar bhi ab azizi hain
Augaat ki tarah
Patthar bhi ab azizi hain
Augaat ki tarah
Bikhre hain sare
Khwab khayalat ki tarah
Thehra hua hain
Waqt siyaraat ki tarah
Bikhre hain sare khwab
Khayalat ki tarah.

More songs lyrics from Dil Ke Qareeb.