Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Lyrics
"Barakhaa Ki Raat Aai Manawa" lyrics from Adhikar sung by pankaj mullick and music directed by pankaj mullick and composed by pankaj mullick
Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):
Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Lyrics
Barakhaa ki raat aai manawa
Kar le man kaa baat
Garajat sakat kaa badaravaa
Duhkh ki padat phuhaar
Manavaa kar le man kaa baat
Kaari rainaa naagin achakaae
Jiyaaraa dekh daraae
Meghaa garaje jiyaaraa laraje
Kholo man kaa dwaar
Manavaa kar le man laa baat
Nainan se nainaa muskaaye
Chhaaye jagat ujiyaaraa
Man mein jhar jhar amrit barase
Jaisa saavan ki phuhaar
Manawa kar le man kaa baat
Aao barakhaa rut mein bole
Byaakul man ke bain
Chhod jagat ki ulti riti
Jootha hai sasaar
Manavaa kar le ma kaa baat.
More songs lyrics from Adhikar.