Badar Ki Chadar Mein Lyrics

"Badar Ki Chadar Mein" lyrics from Udhaar sung by mohantara talpade and music directed by vasant desai and composed by vasant desai and lyrics written by pandit narendra sharma

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Badar Ki Chadar Mein Lyrics


Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Naino se pyala mein pyasa
Pyasa jiya lage re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re

Late kali kali hai resham ki dali
Late kali kali hai resham ki dali
Hai veni mein kesar ki
Pyari bandhale
Hai veni mein kesar ki
Pyari bandhale
Main ras rang chalkati gagariya
Gagariya layi re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re

Nazariyo se arman kar dungi pure
Nazariyo se arman kar dungi pure
Rahenge hamare na sapne adhure
Madan chand kirtan mein
Madan chand kirtan mein
Payaliya aayi re
Payaliya aayi re
Naino se pyala mein pyasa
Pyasa jiya lage re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re.

More songs lyrics from Udhaar.