Aye Dost Mere Lyrics

"Aye Dost Mere" lyrics from Sachaai sung by mohammed rafi, prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):

Aye Dost Mere Lyrics


Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai

Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai

Sach ki puja karne wale
Hamne bhukhe marte dekhe
Jhuth ka daman thamne wale
Hamane mauje karte dekhe
Phulo ki sej par
Phulo ki sejo par so kar
Jhuthe ko aaram na aaye
Lekin sache ko pal bhar me
Kanto par bhi nind aa jaye
Aye dost, aye dost

Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai

Jiska man ho saaf wo girkar
Bhi upar aa jata hai
Chand ko dekho jo ghat ghat
Kar phir bhi aage badh jata hai
Jiska tara chamka
Jiska tara chamka sabne
Badhakar uska sath diya
Girate ko yaha kisane thama
Kisne usko hath diya

Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai

Apani to har subah holi apani
To har shaam diwali
Do din ki ye duniya sath nahi
Hai jaane wali
Is dunia me
Is dunia me jine ki aye dost
Ada kuch or hi hai
Dekh parayi aag me jalkar
Iska maja kuch or hi hai
Aye dost, aye dost

Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai.

More songs lyrics from Sachaai.