Awadhpuri Pahuche Hanuman Lyrics

"Awadhpuri Pahuche Hanuman" lyrics from Sankatmochan Mahabali Hanuman


Awadhpuri Pahuche Hanuman Lyrics


Awadhpuri pahuche hanuman
Ram ke man mein kuchh anuman
Bhakta ke aane ka aabhas
Umad ghumad karta aakash
Hanumat param bhakti mein lin
Ram bhakt aabhas mein lin
Maha milan ki bela mangal
Utsukta mein shrishti hai chanchal

Yeh gatha maha bali hanumat ki
Rach kar leela ram bhagat ki
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuma
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuma.

More songs lyrics from Sankatmochan Mahabali Hanuman.