Asli Kya Hai Naqli Kya Lyrics

"Asli Kya Hai Naqli Kya" lyrics from Asli-Naqli sung by mohammed rafi and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Singer(s):

Asli Kya Hai Naqli Kya Lyrics


Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere

Tod ke jhuthe naate rishte
Aaya mai dilwalo me
Sach kehta hun chor the
Zyada daulat ke rakhwalo me
Tod ke jhuthe naate rishte
Aaya mai dilwalo me
Sach kehta hun chor the
Zyada daulat ke rakhwalo me
Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere

Us duniya ne baat na puchhi
Is duniya ne pyaar diya
Baitha man ke rajmahal
Me sapno kaa sansaar diya
Us duniya ne baat na puchhi
Is duniya ne pyaar diya
Baitha man ke rajmahal
Me sapno kaa sansaar diya
Kal ki daulat aaj ki khushiyaan
Un ki mahafil apni galiyaan
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere
Asli kya hai naqli kya
Hai puchho dil se mere.

More songs lyrics from Asli-Naqli.