Anjana Hoke Koi Lyrics

"Anjana Hoke Koi" lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya


Anjana Hoke Koi Lyrics


Anjana hoke koi apna ho jaata hai kyun
Dhadkan mein saanson mein
Aankhon mein bas jaata hai kyun
Aa jaate ho saamne is kadar
Palkon mein karte ho jaise basar
Kuch bhi samaj aaye naa
Mujhko hai kya ho gaya
Tujhse mushkil kyun ab dooriyaan

Anjana hoke bhi
Koi apna ho jaata hai kyun
Dhadkan mein saanson mein
Aankhon mein bas jaata hai kyun
Chain kabhi toh kabhi beqaraar
Samjaaye koi kaise hota hai pyaar
Ek pal mein ban jaaye kyun
Koi dil ka mehmaan saa
Mujhko koi bata de zara.

More songs lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya.