Allah Tala Lyrics

"Allah Tala" lyrics from Kahin Hai Mera Pyar sung by kailash kher and music directed by ravindra jain and composed by ravindra jain and lyrics written by ravindra jain

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Allah Tala Lyrics


Main ek farishta
Jannat ka rehane wala
Udone ki ijaat meri
Kyun jannat se nikala
Udone ki ijaat meri
Kyun jannat se nikala
Allah tala bol allah tala
Allah tala bol allah tala

Jo phal khana thaa mana usi
Ke khane ko uksaya
Kauaa se sohbat karne ka
Kisne armaan jagaya
Majboor milan ko
Unhein kisne kar dala
Allah tala bol allah tala

Aadam ki masla dhuli huyi
Aur bas gayi duniya saari
Jannat ne unko phoolo ki hain
Kitani badi phool waali
Maala se maala bani
Maala se maala
Allah tala samaj allah tala

Mitti ke insaan banaye
Phir un mein dil dhadkaaye
Dil mein khwaish jaagi
Khwaaish ne sab zulm karaye
Khud ko na sambhala gaya
Khud ko na sambhala
Allah tala samaj allah tala

Paagal pan ki haalat mein
Khud pe kaabu ko nirakhta hai
Deewana phir bhi deewana hai
Woh kuchh bhi kar sakata
Nas nas mein jwala
Jale nas nas mein jwala
Allah tala are allah tala

Hatho se hotho tak aate
Jab jaam phisal jaata hain
Tab dil vaishi ho jaata hain
Aur khoon ubal jaata hain
Tab dil vaishi ho jaata hain
Aur khoon ubal jaata hain
Ekaadhi pyaara
Shrimane ekaadhi pyaara
Allah tala soch allah tala

Shaitan tera dushman hain
Uss par tera bas nahi chalta
Woh deeya bujha kar kuchh hota
Jo tufaano mein jalta
Ab main zaalim ho jaaun to
Tu mujh par zulm na dhaa na
Tere hi kuch intqaam
Mere pichhe mat aana
Nahi sunane waala
Main kuchh nahi sunane waala
Allah tala bol allah tala
Allah tala bol allah tala.

More songs lyrics from Kahin Hai Mera Pyar.