Aisi Sham Na Kabhi Aayi Hai Lyrics

"Aisi Sham Na Kabhi Aayi Hai" lyrics from Veeru Ustad sung by asha bhosle, dilraj kaur and music directed by master sonik, om prakash sharma and composed by master sonik, om prakash sharma and lyrics written by m. g. hashmat

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Aisi Sham Na Kabhi Aayi Hai Lyrics


Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aankho se aankhe mila lo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai

Rato ko ujala kare chandi
Sa badan dekho mera
Rato ko ujala kare chandi
Sa badan dekho mera
Jaha jaha jaungi main
Waha kaise rukega andhera
Tere dil ko karar dungi
Gori baaho ka haar dungi
Zulfo ki khusbu me jhumo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai

Gale me jo haar dale
Unki mehak hai suhani
Gale me jo haar dale
Unki mehak hai suhani
Mere tere pyar ki to
In me chhupi hai kahani
Mera dil hai gulam tera
Mere hotho me hai naam tera
Palko me apni chhupa lo jani tum

Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aankho se aankhe mila lo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai.

More songs lyrics from Veeru Ustad.