Aisa Kyon Hota Hai (Title) Lyrics

"Aisa Kyon Hota Hai (Title)" lyrics from Aisa Kyon Hota Hai? sung by shreya ghoshal and music directed by tauseef akhtar and composed by tauseef akhtar and lyrics written by payam sayeedi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aisa Kyon Hota Hai (Title) Lyrics


Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai

Mohabbat me
Kaisi saja maine
Payi wafao ke
Badle mili bewafayi
Badi bhul ki khwab
Dekhe milan ke
Mujhe meri kismat
Ne dedi judayi
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Yeh mera daman
Bhi rota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega

Naa koyi shikayat
Naa koyi gila hai
Magar meri tujhse
Yahi inja hai
Naa meri tarah
Usaka dil tod dena
Naya apna dilbar
Jo tune chuna hai
Jo kismat me hona
Hai woh hota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai.

More songs lyrics from Aisa Kyon Hota Hai?.