Ae Aankh Ab Na Rona Lyrics

"Ae Aankh Ab Na Rona" lyrics from Sipahiya sung by lata mangeshkar, ramchandra baryanji dwivedi (kavi pradeep) and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):

Ae Aankh Ab Na Rona Lyrics


Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai
Pee jaye aasuo ko
Bas wo jigar jigar hai
Bas wo jigar jigar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai

Bedard zamana ya
Bedard meri kismat
Mil kar bhi mil na paye
Ummeed pe gujar hai
Ummeed pe gujar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai

Aankho mein aake thahro
Ya dil mein aake thahro
Ye bhi tumhara ghar hai
Wo bhi tumhara ghar hai
Wo bhi tumhara ghar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai

Hum dil to apna pahle hi
Tumko de chuke hai
Hum dil to apna pahle hi
Tumko de chuke hai
Ik jan rah gayi hai
To wo bhi ab nazar hai
To wo bhi ab nazar hai
Aye aankh ab na rona
Rona to umar bhar hai.

More songs lyrics from Sipahiya.