Ab Ke Saawan Mein Lyrics

"Ab Ke Saawan Mein" lyrics from Bhairavi sung by kavita krishnamurthy and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal)


Ab Ke Saawan Mein Lyrics


Ab ke saawan mein barkha nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi ho
Ab ke saawan mein barkha nahi
Suna hai mann hoo
Suna hai mann kuchh achha nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi

Kare kispe bhala koi bharosa bharosa hoo
Kare kispe bhala koi bharosa
De sakta hai koi bhi dhokha
Is raat ki haan haan
Is raat ki subahaa nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi

Aangan ki tulsi hai koi
Aangan ki tulsi hai koi
Aansu ki maala piroi
Ab ki poonam mein haan aa
Ab ki poonam mein chanda nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi ho
Ab ke saawan mein barkha nahi

Tut kar maala bikhar gayi re
Tut kar maala bikhar gayi re
Umra saari guzar gayi re
Isse gehra koi sadma nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi ho
Ab ke saawan mein barkha nahi
Suna hai mann suna hai mann
Suna hai mann kuchh achha nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi
Ab ke saawan mein barkha nahi.

More songs lyrics from Bhairavi.