Aasman Ke Paar Lyrics

"Aasman Ke Paar" lyrics from Admissions Open... Do What You Are Born For... sung by amitabh bhattacharya, joi barua, raman mahadevan, shilpa rao, tochi raina and music directed by amit trivedi and composed by amit trivedi and lyrics written by shellee

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aasman Ke Paar Lyrics


Pairon tale se zameen
Sar ka de hum woh bala hain
Tez hawaon mein shamme jala d
sochta kya hai sochta kya hai
Tashan mein apni mast hai
Maula bas rehne do
Himmat-e-marda madat-e-
Khuda yeh bas kehne do
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo

Sholon se khelein bhi
Par hai parwaane bhi
Aur ragon mein tez hai khoon
Shakde na taale hain,
Hum bhi hai matwaale hain,
Aaj hai rubaru rubaru
Rang jamayenge,
Woh kar dikhayenge
Waqt hai apna daur shuru
Apna safeena hai
Har lamha jeena hai,
Hai yahin justaju
Thaan liya jo kar ke
Rahenge koyi na shak hai
Har sapna sach kar ke
Rahenge dekhna ab hai
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo

Dariya ka rukh modey,
Chuppi ko hum todey
Sehaj hi paaye aisa sukoon
Nayi dishayon mein,
Behaki hawaon se
Hum kare guftagu
Sagar ke dhaare hain,
Hum toh banjaare hain
Pucho na aise hai kyun
Naya tarana hai,
Apna zamana hai
Sang hai main aur tu

Pairon tale se zameen
Sar ka de hum woh bala hain
Tez hawaon mein
Shamme jala de sochta kya hai
Tashan mein apni mast hai maula
Bas rehne do bas rehne do
Himmat-e-marda madat-e-khuda
Yeh bas kehne do
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo yaar,
Ke aasman ke paar
Chalo paar chalo.

More songs lyrics from Admissions Open... Do What You Are Born For....